Agar apki train via Ara hai aur ara skip hai to lucky hai Agar ara halt hai to fir h1 ho ya a1 sabka yhi haal hai , sab train ko barbad krdete hai bas Ara rukna chahiye, Koi via Ara ni jana chahta sab Secondary option dhundte hai jaane ka,lekin majburi me jana padta hai