Yaha sikar ki baat nhi ho rhi h.. Sikar se lag kar kitne village h.. Kya wo log Duronto prefer karenge ya phir koi exp ya SF train?... And sikar itna bada bhi nhi ki wo Duronto ko utna pax de paye... Isiliye mera abhi bhi yahi sochna h ki iski jagah koi exp ya SF train honi thi